Pappu to his mom:”Mumma main kaise paida hua.. ??
Mom: Maine 1 bartan mein mitti daal kar rakh di,
kuch din baad usme se tum mujhe mile..
Pappu ne aisa hi kiya..
Ab kuch din baad usne jakar dekha to usme 1 mendak tha..
Pappu gusse se:
Dil toh karta hai ki Saale..
tujhe goli mar du, par kya karu ??
.
Aulad hai tu meri!! 😀 😛