Bachcha (Doctor se): Kya koi bina dard ke bhi daant nikal sakta hai?
Doctor: Nahin
Bachcha: Main nikal sakta hoon!
Doctor: Ho hi nahin sakta, mujhe bhi dikhao…
Bachcha: Ha ha ha ha ha hahahaha
(bachche ne battisi dikha di 😀 )
Bachcha (Doctor se): Kya koi bina dard ke bhi daant nikal sakta hai?
Doctor: Nahin
Bachcha: Main nikal sakta hoon!
Doctor: Ho hi nahin sakta, mujhe bhi dikhao…
Bachcha: Ha ha ha ha ha hahahaha
(bachche ne battisi dikha di 😀 )
Ek bachche ne saare prashno ke jawab diye aur fir bhi exam me fail ho gaya…..
Kyun?
Kyunki, sawalo ke jawab kuchh iss tarah the…
Q: Tipu Sultan ki mrityu kis yuddh mein hui thi?
A: Uske akhiri yuddh mein.
Q: Talaak ka pramukh karan kya hai?
A: Shaadi.
Q: Ganga kis state mein beheti hai?
A: Liquid State.
Q: Mahatma Gandhi ka janm kab hua tha?
A: Unke janmdin ke din.
Q: 6 logo ke beech Aam ko kaise baantoge?
A: Mango Shake bana kar.
Q: Bharat mein poore saal sabse jyada barf kaha girti hai?
A: Daaru ke glass mein.
Hain na Ajeeb aur correct jawab… Now SHARE this.
21st century kids standing in a museum, looking at a Egyptian mummy with 1227BC written below.
1st kid: What does that mean?
2nd kid: Must be his BBM pin…
Principal: School ka time 8 baje ka tha or tum 9 baje aa rahe ho?
Little cute Sardar student: Sir tussi na mera intezar na karya karo, school shuru kar diya karo.
—–
Boy: Mom, please give me a glass of water,
Mom: You come and drink.
Boy: please Mom.
Mom: if you repeat, i’ll slap u.
Boy: When you come to slap me, plz bring the water….. 😀
—–
Teacher: What is your mother’s name?
Kid: Kabhi naam nahi puchha,
Bas.. pyar se MAA kehta hu .
—–
Nursery ke student ne Exam sheet pe SUSU kar Diya.
Teacher: Ye kya kiya hai?
Student: Mummy ne kaha tha ki Pehle jo aa raha ho wahi karna!.. LOL 😀
—–
Dukandar se Chota Baccha:
Uncle rang gora karne wali Cream hai..
Dukandar: Haan hai..
Baccha: To lagata kyun nahi, main roz tujhe dekhkar darr jata hu… 😛
—–
Beta: Papa, aap jaise mujhe marte ho, vaise Dadaji bhi apko marte the kya?
Papa: Bilkul marte the
Beta: Toh yeh khandani gundagardi kab tak chalegi..??
—–
A Cute Sentence Written By A Child On His Maths Book:
“Dear Maths! Please Grow Up & Start Solving Your Problems Yourself..
I Have My Own Problems!” 🙂