Wife ne apni Maa ko phone kiya:
Mammy mera unse jhagda ho gya hai,
main 3-4 mahino ke liye ghar aa rahi hoon….
Maa ne aisa jawab diya, ki chaunk jaoge..!!
Wife ki Maa boli:
Jhagda us kambakhat ne kiya he toh saza bhi use hi milni chahiye,
Tu wahin ruk main 5-6 mahine ke liye aa rahi hoon.. 😀