Donald Duck and Mickey Mouse on a Walk – Best PJ

Ek baar Donald Duck (DD) and Mickey Mouse (MM) ghoomne nikle.

Raste mein DD ne puchha, Mickey, Ramayan suna na yaar?

MM: Nahin, mujhe nahin aati

Yeh sunkar Donald Duck ko gussa aa gaya, aur usne Mickey mouse ko buri tarah se peeta… aur puchha,
Mickey, Ramayana yaad aayi?

MM: Nahin, yaad nahi aayi 🙁

Phir DD ne use ghaseet kar, ek hath se deewar par latka diya, aur phir puchha..
Mickey, Ab aayi Ramayank yaad?

Aur iss baar Micket ne farrate se bina bhoole poori Ramayan suna di.
Pata hai kyun??

Kyunki Jab mickey ko Wall se latkaya to he became WalMiki… 😀

Get New Jokes in your mailbox

Subscribe for daily email, and never miss out on most popular jokes.

Leave a Reply

on Jan 23, 2014