Ek Topi bechne wala ped ke niche aaram kar raha tha.
Kuch Bandar uski topiya uthakar le gaye..
Topiwale ko apne Dada ki sunai kahani yaad aayi…
Aur usne apni pehni hui topi utha ke fenk di..
1 Bandar aaya, Aur Usne uss topi ko uthaya aur 1 THAPPAD maar ke bola:
“Saale tu kya sochta hai Hamara Dada hame kahani nhi suna ke gaya”