Rajasthan ke Kota mein Pramukh Chauraho par police dwara CCTV lagwaya gaya, Lekin Kota ke log to Kota ke hi hain, Unhone usse ek naya prayog kiya
Ek aadmi ne subah subah Police Control Room phone kiya..
Aadmi: Kya aapke CCTV Camera theek se kaam kar rahe hain?
Control Room: Ji Janaab.
Aadmi ne phir puchha: Kya aapko Aerodram Circle nazar aa raha hai?
Control Room: Ji Janab, Dikh raha hai..
Aadmi: Kya Usme wo Kachori ki Shop bhi dikh rahi hai?
Control Room: Ji, kya baar ho gayi?
Aadmi: Kuchh Nahin, Zara dekh kar batana ki KACHORI ka paaya Utarne mein kitni der hai!!