CRUEL Poltri farm malik ne sub murghiyon se kaha…
“Agar tum sab ne 2-2 ande nahi diye to tum sub ko kaat dunga…”
Agli subah sab ne 2-2 ande diye, magar 1 ne 1 anda diya…
Malik: Tum ne 1 anda kyun diya 😡
Usne kaha: abe kaminey….. woh toh katne ke darr se de diya…… warna main toh MURGA hun !!
😉 😀