Santa khet mein radio lekar potty karne gaya…
Wapas aane par Banta ne puchha… “Aaj to maze se ki hogi”
Santa bola: Nahin yaar, Radio par Jana Gana Mana aaya to khade khade karni padi π π
Santa khet mein radio lekar potty karne gaya…
Wapas aane par Banta ne puchha… “Aaj to maze se ki hogi”
Santa bola: Nahin yaar, Radio par Jana Gana Mana aaya to khade khade karni padi π π
Jailor: Tumhe kal subah 5 baje fansi di jayegi!
Santa Sardar: Hahahahaha
Jailor: Kya hua, Hans kyun rahe ho?
Santa Sardar: Main to uthta hi subah 9 baje hoon.. π
Santa : cm ka full form kya hai?
Banta : cheif minister
Santa : wrong!!!!
Banta : kyun?
Santa : it’s Crime Minister! π
Santa: Mere padosi ka bachcha gum ho gaya!
Banta: Phir kya kiya?
Santa: Maine bola, Google par search kar lo, mil jaaye to download kar lena! π
Santa: Papa, ghar mein mehmaan aaye hain, aur sharbat banane ke liye Nimbu nahin hai, ab kya karein?
Banta: Arey, Tension kis baat ki hai, Naye Vim bar mein 100 Nimbu ki shakti hai, daal de 2 boond!! π
Santa. Banta ke ghar gaya.
Waha Bhabhi ko dekh kar bola…
Santa: Teri aur bhabhi ki jodi to “Ram-Sita” ki jodi hai.
Banta: Kahan yaar!! Na to ye dharti me samati hai, Aur naa hi ise koi Raavan le jata haiβ¦!
Santa ne shauk shauk mein Vrat rakh liya
But bhookh ke maare uska dum nikle ja raha tha…
Usne bete se kaha: Banta beta, dekh suraj dooba?
Banta: Nahin Papa
Kuchh samay baad Santa ne dobara puchha: Ab dekh dooba ki nahin
Banta: O nahin ji..
Santa: Lagta hai mujhe sath leke hi doobega π
Santa:
Saala kal raat 3 ghanta English movie dekhiβ¦.
Na koi scene dikha…
Na koi aawaz suni…
Banta: film ka naam kya tha?
Santa: “No Disc Inserted”!
Santa: Ye bata ki duniya mein kitne desh hai?
Banta:
Kar di na pagalo wali baat,
duniya me keval ek hi desh hai INDIA!,
baaki sab to videsh hai!
Santa went to police station
Santa (looking at the notice board): Ye photos kiski hain ?
Police officer: Yeh criminals ki, jinko arrest karna hai.
Santa: To jab photo li tab arrest ker lena tha na. π
Santa – Aloo Lelo Aloo Lelo Alooo Lelo
Banta – Oye Santa Tuneh Naya Business shuru Kar liya?
Santa – Oh haan Yaar.
Banta – Oye par tuh toh kah raha hain Aloo lelo Aloo lelo,Par Yeh Toh Angur Hain?
Santa – Oye Banta Chup Hoja Nahi Toh Makhiyaan Aa Jayengi π π
Balle Balle Balleeeee