Note :- Read at your own risk
.
K.G. Boy: Ma’am, may I go to toilet…???
.
Mam: No, A to Z sunao fir jana.
.
Boy: ABCDEFGHIJKLMN__QRS_UVWX_Z.
.
Mam: P,O,T,Y kaha hai!!
.
Boy: Meri chaddi mein…!!!
Note :- Read at your own risk
.
K.G. Boy: Ma’am, may I go to toilet…???
.
Mam: No, A to Z sunao fir jana.
.
Boy: ABCDEFGHIJKLMN__QRS_UVWX_Z.
.
Mam: P,O,T,Y kaha hai!!
.
Boy: Meri chaddi mein…!!!
Top Replies by Teachers if they don’t know the answers:
1) I think the question is wrong.
2) I’ll tell you tomorrow.
3) Don’t ask foolish questions!
4) You’ll study this in the next semester.
& the most famous one,
5) Nice question, raise your hands who know the answer of this question ?
(If no one raises) Then it is an assignment for you.
Teacher: Agar 1 aam ke ped par 10 kele lage hain, aur unme se 7 amrood tod liye to kitne angoor bache?
Student: Sir 9 Haathi
Teacher: Wah tumhe kaise pata chala?
Student: Sir kyunki main aaj lunch mein gobhi ki sabzi laya hoon.
Moral of the Story: Roz brush karo warna petrol mehnga ho jayega…
Teacher was teaching Mahabharata to 6th standard students.
“Kans heard devaki’s 8th son would kill him. So he put devaki & vasudev in prison. 1st child was born. Kans killed it by poison. 2nd Kans killed by sword. 3rd was born and so on…”
At this point Pappu raised his hand for a doubt.
Teacher : What?
Pappu: “If Kans knew that the 8th son would kill him, why did he put devaki & vasudev in SAME jail?”
Teacher fainted !!
Common sense man! Kids bhi samjhdar hote hain aajkal.
Teacher: Paani mein rehne wale 5 jaanwar ke naam batao?
Kapil: Mendak.
Teacher: 4 aur batao…
Kapil: Mendak ki mummy, uske papa, uski Behan aur Uski Item
Har taraf padhai ka saya hai
Kitabo mein sukh kisne paya hai
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne π
Aur sir kehte hai…
Aur sir kehte hain dekho, itni barsat mai ladka padhne aya hai!! π
To,
The Principal
High School
Sir,
Baat ye hai ke mere Pitaji ne mujhe fees ke liye Rs. 500 diye the, Rs. 100 ki doston ke saath film dekh li. 150/- ki cold drink aur samose kha liye. Rs. 50 ka girlfriend ko easy reacherge karwa diya.
200/- English wali miss pe shart haar gya mai smjhta tha ki unka sirf Mathβs wale Sir ke Saath chakkar hai par unka toh aap ke saath bhi chakkar hai.
Ab aapke pass do hi raste hain, meri fees maaf ya apka Raaz Faash..!!!
Thanks
Aapka Agyakari Shishya,
Pappu Prakash
Teacher: “Maine ek aadmi ka khoon kiya”
iss sentense ko future tense mein badlo.
.
.
Pappu: “You will go to jail” π
Papa- Aage kya karna hai..??
Honhar Beta: Bas, 10th me 97% Aa Jaye, to 2 Saal ki Tutions & then IIT, Fir Ek Saal ki aur Mehnat karke IIM me Jaunga, 20 Lacs Kaafi Hoga Shuruaat ke liye!!
.
.
Nalayak Beta: Bas Iss Baar 10th Ho Jaye to Roadies se Bike Jeet ke launga, Fir Splitsvilla se Aapki Bahu!
Emotional Atyachar se Uska Character Certificate!
Achi Nikli to Theek,
Nahi to Kahaani Repeat!!! π
Ek Student Ko Apni Life Me Khud Par Sabse Zyada Proud Kab Hota Hai ?
.
.
Jab Usko Exam Mein Kuch Na Aata Ho,
Aur Pichhe Se Teacher Aake Kahe-
.
.
.
.
.
.
.
Copy Chhupa Lo, Pichhe Wala Dekh Raha Hai….
.
.
Kasam se, Seena Kushi se Chauda Ho Jaata Hai….. π π
Sir: Define Energy ?
Santa Sardar: Sir poora nahin aata hai, thoda last ka pata hai, bas.
Sir: Thik hai, koi baat nahin, jitna aata hai utna bolo.
Santa: “and this is called Energy……”
π