Santa ki tapsya se khush ho kar bhagwan bole:
VAR MANGO VATS’
Santa: Prabhu!! jaisa aap soch rahe hai mein vaisa nahi hu..
‘MUJHE VADHU CHAHIYE’
Santa ki tapsya se khush ho kar bhagwan bole:
VAR MANGO VATS’
Santa: Prabhu!! jaisa aap soch rahe hai mein vaisa nahi hu..
‘MUJHE VADHU CHAHIYE’
Ek aadmi sharaab peeke ghar aaya
Aur sote sote bhagwan ko pyaara ho gaya
Upar jaakar usne bhagwan se jeene ka dusra chance maanga,
Bhagwan ne use murgi bana kar bhej diya
Murgi bankar usne ek andaa diya,
Usne jaise hi ande ko dekha, uske hosh udd gaye
Andaa SONE ka tha,
Khushi se usne jor lagaya aur ek aur Anda diya aur wo bhi Sone ka..
Usne Teesra andaa dene ke liye phir jorr lagaya…
Continue reading
Rajnikant vs santa:
opening Question to both in a competition..
What is half of 8?
Rajni: 4
Santa: Depend karta hai.
Continue reading
Teacher:
Zameen par rehne wale janwar bachche dete hain,
hawa mein udne wale ande dete hain,
Batao Pappu,
Continue reading
Dukandar- bolo Sahab, kya Chaahiye?
Aadmi : hone wali Biwi ke Kutte ke liye Cake lene aaya hoon.. milega kya ??
Dukandar : haan.. par yahi Khaaoge ya Pack Kar doon?
Ek admi khade-khade chaabi se apna kaan khujla raha tha
Santa use gaur se dekhte hue bola-
Bhaisahab, aap start nahi ho rahe to dhakka Maaru?
Sindhi to Marwadi:
“Aap kya lenge, thanda ya garam?”
Marwadi:
“Dono hi mangwa do”
Sindhi:
“Sunti ho, 2 glass pani le aana… Ek Freezer se aur doosra Geyser se……..
Sonia: Anandi Hongi Gujrat ki nayi CM
Rahul: To phir balika vadhu band ho jayega kya?
Kejriwal: Main batting ke liye taiyaar hoon, lekin meri kuchh sharte hain
1. Koi tej gendbaaji nahin karega
2. Mera shot koi nahin rokega
3. Koi catch nahin pakadega
4. Koi run-out nahin karega
5. Koi out ki appeal nahin karega
6. Apne out hone na hone ka faisla main khud karunga
😀 😛
Pyar + khayal = Maa.
Pyar + Dar = Papa.
Pyar + Saath = Behan. Continue reading
Biwiyo ke maayke rehne jaane ka chalan saal mein 3 baar hona chahiye
Iske Faayde..
1. Isse Pati-Patni mein prem badhega
2. Talaak ka mamla ghatega
3. Maayke mein bhi biwiyo ko apna bhaav pata chalega
Continue reading