Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya
Santa: Yeh 3 mahine mein bachcha kaise ho gaya? :O
Biwi: Aapki shaadi ko kitna time hua?
Santa: 3 Mahine
Biwi: Aur meri shaadi ko?
Santa: 3 Mahine
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 Mahine baad
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: O yaar! Waqai, 9 mahine ho gaye, time da pata hi nahin lagya!
😀 😛