Santa ne shauk shauk mein Vrat rakh liya
But bhookh ke maare uska dum nikle ja raha tha…
Usne bete se kaha: Banta beta, dekh suraj dooba?
Banta: Nahin Papa
Kuchh samay baad Santa ne dobara puchha: Ab dekh dooba ki nahin
Banta: O nahin ji..
Santa: Lagta hai mujhe sath leke hi doobega 😀