Ek budhi aurat film dekh rahi thi, Film dekh rahi thi, Film dekhte waqt wo har 10 minute baad Cold drink ki can mein muh lagati aur fir Can wapas rakh deti.
Use aisa karta dekh paas baitha ladka pareshan ho gaya to usne wo Can uthaya aur khali kar diya aur Uss budhiya se bola..
Ladka: Aise pee jaati hai Cold Drink, Aunty ji!
Ladke ki baat sun budhiya boli…
Budhiya: Beta main to usme apna Paan thoonk rahi thi!! 😀