Santa bar mein gaya to bartender ne usse puchha: Kya loge aaj?
Santa: Bas ek beer!
Bartender: Kya hua? Aaj tum kuchh theek nahi lag rahe.. Itne udaas kyun ho?
Santa: Meta meri biwi se jhagda ho gaya tha… Usne mujhe kaha ki wo 1 mahine tak mujhse baat nahin karegi!
Bartender: Phir usme kya dikkat hai?
Santa: Aaj ek mahina poora ho gaya!! 😛